ye lagate hain naara hum imaan wale mohammed hamare badi shaan wale mohammed hamare badi shaan wale Jis ko Huzuer se jitni mohabbat awaz utni buland sab se ula o aala hamara nabi sab se bala ala hamara nabi sab se ula o aala sab se bala o ala sab se ula o aala sab se bala ala apne maula ka paaya apne maula ka paaya sab se ula o aala hamara nabi sab se bala ala hamara nabi apne maula ka paaya hamara nabi dono aalam ka dulha hamara nabi kaya khabar kitne taare gile chup gaye par na dube na duba hamara nabi khal o badli rasoloon ki hoti rahi chand badli ka nikla hamara nabi khul ke qaunen me anbiya tajdar tajdaron ka aaqa hamra nabi khalq se auliya khlaq se auliya auliya se rasul or rasulon se aala hamara nabi sare unchon se uncha samjhiye jise hai un unchon se uncha hamara nabi sare achchon se achcha samjhiye jise hai un achchon se achcha hamara nabi sab chamak wale ujlon me chmka kiye andhe shishon me chamka hamara nabi andhe shishon me chamka hamara nabi jin ki do bond hai ko saron sar zamin wo rahmat ka dariya hamara nabi fazle rabbul ula aur kya chahiye mil gaye mustafa aur kya chahiye damane mustafa jin ke hathon me hai un ko roze jaza aur kya chahiye kyun kahon ye ata wo ata chahiye un ko malum hai hum ko kya chahiye mujh ko duniye ki daulat na dar chahiye ashiqane nabi ke hai dil ki sada sabz gumbad ke saye me ghar chahiye jholi bhar kar meri mere sarkar ne mujh ko Laa kar kaha gulame mustafa to kuon deta hai dene ko muh chahiye AUR dene wala hai sachcha dene wala hai sachcha hamara nabi kahiye mohammed hamare badi shaan wale saare bolo ne mohammed hamare badi shaan wale khaliq ne apne noor ka jalwa dikha diya ke sab noor ko mila ke mohammed bana diya ab tarikh agar dhunde gi saniye mohammed sani to badi cheez hai saaya na mile ga kahiye mohammed hamare badi shaan wale saare bolo ne mohammed hamare badi shaan wale zamino zaman tumhare liye maqi no maqan tumhare liye bane do jahan tumhara liye dahan me zaban tumhare liye badan me hai jaan tumhare liye ham aaye wahan tumhare liye uthe bhi wahan tumhare liye tumhari chamak tumhari damak tumhari mahak tumhari jhalak zamino falaq samako samak main sikka nishan tumhare liye jinan me chaman chaman me saman saman me pehban pheban me dulhan sazaye mihan ke aise mihan ke amno aman tumhare liye sahabe karam rawana kiye ke abe neab zamana piye jo rakhte the haq wo chak siye ye sitre badan tumhare liye saba wo chale ke baag bale ke phool khile wo din ho bhale liwa ke tale sana me khole raza ki zaban raza ki jaan hum aaye wahan tumhare liye suraj ulte paon palte to chand ishare se ho chaak andhe najdi dekh le qudrat rasullah ki Ishare se chand cheer diya chupe hoe suraj ko pher liya aaka tum ne gaye hoe din ko asar kiya ye tabo tawan tumhare liye kyon ke mohammed hamare badi shaan wale mohammed hamare badi shaan wale Lamyate Nazeer-o-Kaafi Nazarin Misle To Na Shud Paida Jaana. Jag Raaj Ko Taaj Torey Sar So, Hai Tujh Ko Shahey Do Sara Jaana. Al Bahro Alaa wal Mavjo Tagha, Man Bekaso Tufaan Hosh Ruba, Manjdhaar Mein Houn Bigri Hai Hawaa, Mori Nayya Paar Laga Jaana. Ar Rooho Fida Ka Fazid Harka, Yak Shola Digar Barzan Ishqa, Mora Tan, Man, Dhan, Sab Phoonk Diya, Yeh Jaan Bhi Pyaare Jala Jaana. Ana Fi Atshiv Wa Sakha Ka Atam, Aey Gesu-Aey Paak, Aey Abr e Karam, Barsan Haare Rimjhim, Rimjhim, Do Boond Idhar Bhi Gira Jaana. Bas Khaama-Aey Khaam Nawaaey Raza, Na Yeh Taraz Meri Na Yeh Rang Mera, Irshaade Ahibba Na’Atik Tha, Nachaar Is Raah Para Jaana. ala hazart farmate hain wara fana laqa zikrak ka hai saya tujh per aka bol bala hai tera zikar hai uncha tera wara fana laqa zikrak wara fana laqa zikrak teri khusbo meri chadar tere tewar mere zewar tera shewa mera maslaq wara fana laqa zikrak wara fana laqa zikrak main hoon qatra tu samandar meri duniya tere andar sage data sage khawaja mera naata na wali hoon na qalandar na wali hoon na qalandar na wali hoon na qalandar mere jaise to bade hain mere jaise to bohat hain jo tere dar pe khade hain koi tujh sa nahi beshak wara fana laqa zikrak wara fana laqa zikrak wara fana laqa zikrak wara fana laqa zikrak wara fana laqa zikrak wara fana laqa zikrak tu kisi ke ghate se na ghata hai na ghate ga are jab badee tujhe allah tala tera kYUN mohammed hamare badi shaan wale saare bolo ne mohammed hamare badi shaan wale sarkar ki aamad marhaba sardar ki aamad marhaba huzuur ki aamad marhaba dilbar ki aamad marhaba Sab Mil Kar Bolo Marhaba Sharmana Chooro Hath Utha Kar Bolo OR ZOOR Se Boolo OR YE BHI BOLO Mohammed hamare badi shaan wale saare bolo ne mohammed hamare badi shaan wale Jab Husun Tha Unka Jalwa Numa Anwar Kaa Alam Kya Ho Ga Har Koi Fida Hai Bin Dekhe KOUN Koun Fida Hai Hum Saare FIda Hai Bin Dekhe Deedar Ka Alam Kya Hoga Ek SImt ALi Ek Simt Umar Siddik Idhar Usman Udhar In Jagmag Jagmag Taaron Me Sardar Ka Alam Kya Ho Ga ALLAH HO Gani Subhan Allah ALLAH HO Gani ALLAH HO Gani ALLAH HO Gani ALLAHU Gani SUbhan ALlah KYA KHOOB Hai Roze Ka Naqsha Mehrab-o Haram Ka Jaali Ka Minaar Ka Allam Kya Ho Ga AAMAL NA dekhe kya dekha AMMAL na dekhe ye dekha Mehboob ke kunche ka hai gada Maula ne mujhe yun bakash Diya Subhan Allah Subhan Allah Jab Main Ne Sunai Naat-Nabi sun Ho Gaya Najdi Suntte Hi Sunni Ne Suna Sun Kar Ye Kaha Subhan Allah Subhan Allah Subhan Allah Subhan Allah Sarwar Kahun Ke Maliqo Maula Kahaon Tujhe Bage Khalil Ka Gule Zaiba Kahun Tujhe kehne ki sab kuch unke sana khan ki khamoshi chup ho raha hoon keh ke kya kya kahon tujhe lekin raza ne khatme sukhan ispe kar diya ke khaliq ka banda khalaq ka aaqa kahun tujhe mohammed hamare badi shaan wale saare bolo ne mohammed hamare badi shaan wale jo ashiq hai unke rehmane wale jo jalte hain unse wo shaitane wale AB Lagate Hain Naara Ye Imaan Wale mohammed hamare badi shaan wale saare bolo ne mohammed hamare badi shaan wale