ya shafie umam lillah kar do karam (2) shala wasda rawe taira sona haram….. taira sohna haram…. Ham ghulamo ka rakhna khuda ra bharam… Shala wasda rawe taira sona haram taira sohna haram……(2) Teri Chaukhat Ke Mangat Hai Jayen Kahan (2) Apni Rehmat Se Bhar Dijiye Jholiyan (2) Hum Hain Ummid Ware Karam Ho Karam (2) Shalla wasda rawe taira sohna haram….taira sohna hara…. Shalla wasda rawe taira …(2) Kis Ko Ja Kar Kahen Tajdare Haram (2) Daira Daale Hue Hain Zamane Ke (2) Aye Gumbade Khazra Ke Makin Meri Madad Kar Ya To Phir Ye Bata Koun Hain tere Siva Dur Ho Jaye Gum Ya Shahe Mohtaram (2) Shalla wasda rawe taira sohna haram….taira sohna hara…. Shalla wasda rawe taira …(2) ya nabi apni ulfat ki soghaat day….2 apni shayan-e shan ham ko khairat day…. Is se matlab nai hai siwa ho k kam…. Shala wasda rawe taira sohna haram …taira sohna. Haram…… Shala wasda rawe tair………….2 Teri Yadon Se Mamor Sina Rahe Samne mere Tera Madina Rahe Dar Pe Baitha Rahon Leke Main ChashmeNam Shala wasda rawe taira sohna haram …taira sohna. Haram…… Shala wasda rawe tair………….2 Mairay haathon’ main kaasa hai umeed ka…… Hoon bhikaari shaha tare deed ka… Main Gadaae Haram to Nabi Mohtaram Shala wasda rawe taira sohna haram …taira sohna. Haram…… Shala wasda rawe tair………….2 Hazri Ho Niyaazi Ki Darbaar Me aur zindagi ho basar tere azkaar me aate Jate Rahen Teri Chaukhat pe Hum Shala wasda rawe taira sohna haram …taira sohna. Haram…… Shala wasda rawe tair………….2 Muntashar hain khayalat ki waadyan’…. lut gaya hai sukoon wali-e do jahan …(2) Rehm farma day ab teri ummat hain ham… rehm farma day ab teri ummat hain hamm… Shalla wasda rawe tera sohna haram….taira sohna hara…. Shalla wasda rawe tera …(2)