NABI KA JASHAN AAYA Marhaba Marhaba Marhaba Ya Mustafa Marhaba Marhaba Marhaba Marhaba Ya Mustafa Marhaba Nabi Ka Jashn Aaya Chaand Taaron Jhoomtay Rehna Nabi Ke Naam Per Ae Naamdaaron Jhoomtay Rehna Marhaba Marhaba Marhaba Ya Mustafa Marhaba Jahaan Mein Noor Leykar Noor Wala Aanay Wala Hai Meray Hamraah Tum Bhi Dil Ke Taaron Jhoomtay Rehna Marhaba Marhaba Marhaba Ya Mustafa Marhaba Marhaba Aaqa Ki Aamad Marhaba Daata Ki Aamad Marhaba Maula Ki Aamad Marhaba Malja Ki Aamad Marhaba A’ala Ki Aamad Marhaba Aula Ki Aamad Marhaba Sohnre Ki Aamad Marhaba Jaana Ki Aamad Marhaba Marhaba Marhaba Ya Mustafa Marhaba Galli Koochay Sajadena Harray Jhanday Lagadena Taqaaza Ishq Ka Hai Mere Yaaron Jhoomtay Rehna Marhaba Marhaba Marhaba Ya Mustafa Marhaba Nabi-e-Sarwar-e-Konain Ki Aamad Ke Lamhoon Mein Durood-e-Pak Parhtay Parhtay Saaron Jhoomte Rehna Marhaba Marhaba Marhaba Ya Mustafa Marhaba Marhaba Aaqa Ki Aamad Marhaba Daata Ki Aamad Marhaba Maula Ki Aamad Marhaba Malja Ki Aamad Marhaba A’ala Ki Aamad Marhaba Aula Ki Aamad Marhaba Sohnre Ki Aamad Marhaba Jaana Ki Aamad Marhaba Marhaba Marhaba Ya Mustafa Marhaba Musawaat-o-Akhuwat Ka Payaam-e-Dil Nasheen Laaye Khushi Mein Aey Ghareebon Maaldaaron Jhoomte Rehna Marhaba Marhaba Marhaba Ya Mustafa Marhaba Woh Aaye Gham Qaday Mein Ek Khushi Ki Roshni Phooti Khuda Ke Shukar Mein Aey Gham Ke Maaron Jhoomte Rehna Marhaba Marhaba Marhaba Ya Mustafa Marhaba Marhaba Aaqa Ki Aamad Marhaba Daata Ki Aamad Marhaba Maula Ki Aamad Marhaba Malja Ki Aamad Marhaba A’ala Ki Aamad Marhaba Aula Ki Aamad Marhaba Sohnre Ki Aamad Marhaba Jaana Ki Aamad Marhaba Marhaba Marhaba Ya Mustafa Marhaba Khushi Ik Dil Pe Hai Chaayei Wiladat Ki Ghari Aayei Arey Aey Gul A’zaro Maah Paaron Jhoomte Rehna Marhaba Marhaba Marhaba Ya Mustafa Marhaba Bujhay Na Ishq-e-Ahmed Ki Agan Qalb-e-Ujagar Se Dharakna Aur Ae Dil Ke Shararon Jhoomte Rehna Marhaba Marhaba Marhaba Ya Mustafa Marhaba Marhaba Aaqa Ki Aamad Marhaba Daata Ki Aamad Marhaba Maula Ki Aamad Marhaba Malja Ki Aamad Marhaba A’ala Ki Aamad Marhaba Aula Ki Aamad Marhaba Sohnre Ki Aamad Marhaba Jaana Ki Aamad Marhaba Marhaba Marhaba Ya Mustafa Marhaba