Is karam ka karu shukar kaise ada Jo karam mujh pe mere nabi kar diya Mai sajatahu sarkar ki mehfile Mujh ko har gam se rab ne bari kar diya Is karam ka karu shukar kaise ada Zikre sarkar ki hai bari barkatein Mil gayi raahaate azmaate rifaate Mai gunahgar tha bay amal tha magar Mustafa ne mujhe jannati kar diya Is karam ka karu shukar kaise ada Lamha lamha hai mujh par nabi ki aata Dosto aur mangu mai maula se kya Kya ye kam hai ke mere khuda ne mujhe Apne mahboob ka ummati kar diya Is karam ka karu shukar kaise ada Jo dar e mustafa ke gada ho gaye Dekhte dekhte kya se kya ho gaye Aisi chasme karam ki hai sarkar ne Dono alam me unko gani gar diya Is karam ka karu shukar kaise ada Jo bhi aaye hai mehfil mein sarkar ki Hazari mil gaye unko Darbaar ki Koi Siddiq, Farooq Usman howa Aur Kise ko Nabi ne Ali Kar diya Is karam ka karu shukar kaise ada Koi mawose lauta na darbar se Jo bhi manga mila mere sarkar se Sadqay jaon niyazi mai lajpal ke Har Gada Ko Sakhi Ne Sakhi kar diya Is karam ka karu shukar kaise ada