AI SABZE GHUMBADH WALE MANZOOR DUA KARNA Ai Sabze Ghumbadh wale manzoor Dua karna Jab waqt nazah aye deedar atha karna Ai Noor-e-Khuda aakar ankho me samaa jana Ya Dar pe bula laina ya Khaab me Aajana Ai Pardah nashi dil ke parde me raha karna Jab waqte naza aye deedar atha karna Mehboob Ilaahi sa koi na hasee dekha Ye Shaan he in ki k saaya bhi nahi dekha Allah ne saayeh ko chaha na Judah karna Jab waqt nazah aye deedar atha karna Me qabr-e- andheri me ghabraon ga jab thanha Imdaad meri karne ajaana zarah esharah Roshan meri Turbath ko Lillah zara karna Jab waqt naza aye deedar atha karna Chereh se diya paaye in chand sithaaro ne Us dar se Shifa paaye dukh dard ke maaro ne Atha he inni Saabir har dukh ki dawa karna Jab waqt nazah aye deedar atha karna Ai Sabz Ghumbad wale manzoor Dua karna Jab waqt nazah aye deedar atha karna