Gazi Abbas Gazi Abbas Gazi Abbas Gazi Abbas Abbas tere dar sa duniya mai dar kaha Jukte hai jaha shah bhi tera vo astaan Abbas tere dar sa duniya mai dar kaha Tu kamre bani hashim zohra ki dua hai Saya tere alam ka do jag pe ba khuda hai Tere alam ko chumne jukta hai asmaan Abbas tere dar sa duniya mai dar kaha Shere khuda hai baba shere karbala tu Tere dar pe jo bhi aaye mushkil kare kusha tu Tere diye jalata hai is liye jahan Abbas tere dar sa duniya mai dar kaha Tu shahenshah hai aqa do jag me teri shahi Panjtan hai tuj pe nazaa esi vafaa nibhai Shahid tere alam par panjtan ka ye nishan Abbas tere dar sa duniya mai dar kaha